Site icon Lyricsweb

Aayi Hai Jab Se Tu Zindagi Mein Lyrics

aayi he jab se tu

Aayi Hai Jab Se Tu Zindagi Mein

Credit:-

Song – Pehli Dafa…
Singer – Satyajeet Jena.
Music – Satyajeet Jena.
Lyrics – Subhashree Jena.
Music Produce, Mix & Master – Satyajeet Jena.
Dop/Edit – Babul Moharana.

Aayi Hai Jab Se Tu Zindagi Mein Lyrics

Pahli Dafa Yuin
Aise Mili Tu
Bann Gayi Dil Ki Dhadkan

Dil Ka Ye Mamla
Naazuk Bada Hai
Sambhaale Rakhna Sanam

Aayi Hai Jabse Tu Zindagi Mein
Aayi Hai Jabse Tu Zindagi Mein
Tujh Bin Jeena Gawara Nahi

Pahli Dafa Yuin
Aise Mili Tu
Bann Gayi Dil Ki Dhadkan

Dil Ka Ye Mamla
Naazuk Bada Hai
Sambhaale Rakhna Sanam

Tu Hai Mera Safar
Tu Mera Rashta
Jiyunga Main Sang Tere
Ye Mera Vaastaa

Sagar Si Aakhon Mein
Dubb Na Jaaun
Lagta Hai Darr Mujhe
Main Kho Na Jaaun

Chahat Mein Teri
Sabkuch Bhul Doon
Chahat Mein Teri
Sabkuch Bhul Doon
Banjara Banke Tere Ishq Mein

Pahli Dafa Yuin
Aise Mili Tu
Bann Gayi Dil Ki Dhadkan

Dil Ka Ye Mamla
Naazuk Bada Hai
Sambhaale Rakhna Sanam

Rashta Hai Dil Mera
Mohabbat Ko Teri
Ab To Teri Meri
Milan Zaroori

Zindagi Meri Tere Bin Adhuri
Aa Jaao Tum Pass Mere
Dua Hai Humaari

Mohabbat Mein Tere
Duniya Ko Chhor Doon
Mohabbat Mein Tere
Duniya Ko Chhor Doon
Tujh Bin Jeena Munkin Nahi

Pahli Dafa Yuin
Aise Mili Tu
Bann Gayi Dil Ki Dhadkan

Dil Ka Ye Mamla
Naazuk Bada Hai
Sambhaale Rakhna Sanam

Aayi Hai Jab Se Tu Zindagi Mein Video Song

Exit mobile version